Website Kiase Banaye

Website Kaise Banaye


Hello freiends, Aaj tak logo ne mujse sabse jayada baar 2 sawaal puche hai ek toh Free Website kaise banate hai or dusra Internet se paise kaise kamaye vo bhi ghar baithe. Aaj main aapko pehle sawaal ka jawab dene ja rha hu ki free me website kaise banaye. or dusre sawaal ka jawaab main aage dunga ki internet se paise kaise kamaye.

 Agar aaple ander koi talent chipa hai or use duniya ke saath share karna chahte hai ya aap online business karna chahte hai toh aapko website banani hi padegi. Website banane ke liye jaruri nhi ki aapke pass computer hi ho Mobile se bhi kaam chal jaega. Ek baar try toh kare, Q ki try me koi burai nahi hai.

Blog banane se pehle aapo kya-kya chaiye ye post padh kar I hope aapke saare doubt clear ho jaege.
Chaliye ab start karte hai.

Step 1
Sabse pehle www.blogger.com par jao agar aapke pass pehle se gmail account(Email ID) hai toh SignIn kare nahi toh pehle Gmail par ek account banaye.

 Step 2
Ab aapke pass 2 option honge inme se aapko Create a limited blogger profile par click karna hai.

 Step 3
Ab apna naam bhare. Jaise maine Ankit Banger bhara hai.
Continue to Blogger par click kare.

 Step 4
Blog banane ke liye new blog par click kare.

 Step 5
Ab ek new page khulega.
Is page par aapko blog ka Title, uska Address, or template select karne ke baad Create blog par click karna hai.

1. Title – Isme aapko apne blog ka naam likhna hai. Ise aap baad me change bhi kar sakte hai.
2. Address – isme aapko apne blog ka address likhna hai jo pehle kisi ne na liya ho. agar aapne sahi addresa likha hai toh This blog address is available likha milega nahi toh aapko change karna padega.
3. Template – Niche diye gaye template me se kiso 1 ko select kare.
4. Create Blog – ab last me is button par click kar de.
ye lijiye aapki free website bankar taiyar hai.

Note: abhi aapke blog ki link me blogspot bhi rahega.

Nahi samje? Chalo example se samajte hai.
maan lijiye aapne apne blog ka address liya hai shyam toh aapke blog ki link rahegi shyam.blogspot.com agar aapko ye blogspot hatana hai toh uska bhi tarika hai jo main aage batauga.

agar aapko lagta hai ki maine blog ka address shi nhi liya toh aap Blog ka Title, Address, Template aadi sab kuch baad me bhi change kar sakte hai. iske baare me aage batauga.

Comments

Popular posts from this blog

शीशा असल में किस रंग का होता हैं? | What’s the Color of Mirror?

किसी को जम्हाई लेते देख हमें भी जम्हाई क्यों आने लगती है ? | Why do we Yawn when we see others?

क्या सचमुच चाँदी के गिलास में पानी पीने से गुस्सा कम आता है ? | Benefits of drinking water in silver glass

DNA पर Negative charge क्यों होता है ? Why is DNA negatively charged ?

अगर कोका-कोला के साथ मेन्टोस खायी जाए या इसे नसों में भर दिया जाए तो क्या होगा?